A well-known poet in Urdu poetry, Mirza Ghalib’s unmatched command of language made a lasting impression on literature. His poetry, known as Mirza Ghalib Shayari, captivates people of all ages with its profundity, eloquence, and intense feelings. Mirza Ghalib Shayari is still a priceless gem that evokes emotions that are universal.

Mirza Ghalib Shayari- 1
हम को मालूम है जन्नत की हक़ीक़त लेकिन
दिल के ख़ुश रखने को ‘ग़ालिब’ ये ख़याल अच्छा है
Humko maloom hai jannat ki haqeeqat lekin
dil ke khush rakhane ko gaalib ye khayaal achchha hai
Mirza Ghalib Shayari- 2
सादगी पर उस के मर जाने की हसरत दिल में है,
बस नहीं चलता की फिर खंजर काफ-ऐ-क़ातिल में है।
shadagee par us ke mar jaane ki hasrat dil mein hai,
bas nahi chalta ki phir khanjar kaaph-ai-qaatil mein hai.
Mirza Ghalib Shayari- 3
इश्क़ ने ‘ग़ालिब’ निकम्मा कर दिया
वर्ना हम भी आदमी थे काम के
Ishq ne gaalib nikamma kar diya
varna hum bhi aadmi the kaam ke
Mirza Ghalib Shayari- 4
इशरत-ए-क़तरा है दरिया में फ़ना हो जाना,
दर्द का हद से गुज़रना है दवा हो जाना।
ishrat-e-qatra hai dariya mein fana ho jaana,
dard ka had se guzarana hai dava ho jaana.
Mirza Ghalib Shayari- 5
मोहब्बत में नहीं है फ़र्क़ जीने और मरने का
उसी को देख कर जीते हैं जिस काफ़िर पे दम निकले
Mohabbat mein nahin hai farq jeene aur marane ka
usi ko dekh kar jeete hain jis kaafir pe dam nikle
Mirza Ghalib Shayari- 6
सिसकियाँ लेता है वजूद मेरा गालिब,
नोंच नोंच कर खा गई तेरी याद मुझे।
siskiyaan leta hai vajood mera gaalib,
nonch nonch kar kha gyi teri yaad mujhe.
Mirza Ghalib Shayari- 7
इस सादगी पे कौन न मर जाए ऐ ख़ुदा
लड़ते हैं और हाथ में तलवार भी नहीं
Is saadgi pe kaun na mar jaye ae khuda
ladte hain aur haath mein talwar bhi nahi
Mirza Ghalib Shayari- 8
कोई मेरे दिल से पूछे तेरे तीर-ए-नीम-कश को,
ये ख़लिश कहाँ से होती जो जिगर के पार होता।
koi mere dil se poochhe tere teer-e-neem-kash ko,
ye khalish kahan se hote jo jigar ke paar hota.

Mirza Ghalib Shayari- 9
हालत कह रहे है मुलाकात मुमकिन नहीं,
उम्मीद कह रही है थोड़ा इंतज़ार कर।
haalat kah rahe hai mulaakaat mumakin nahin,
ummeed keh rahi hai thoda intezaar kar.
Mirza Ghalib Shayari- 10
हज़ारों ख़्वाहिशें ऐसी कि हर ख़्वाहिश पे दम निकले
बहुत निकले मिरे अरमान लेकिन फिर भी कम निकले
hazaaron khvaahishen aisee ki har khvaahish pe dam nikale
bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikale
Mirza Ghalib Shayari- 11
उन के देखने से जो आ जाती है मुँह पर रौनक़
वो समझते हैं कि बीमार का हाल अच्छा है
un ke dekhne se jo aa jaati hai munh par raunaq
wo samajhte hain ki bimar ka haal acha hai
Mirza Ghalib Shayari- 12
हम तो फना हो गए उसकी आंखे देखकर गालिब,
न जाने वो आइना कैसे देखते होंगे।
Ham to phana ho gye uske aankhe dekhakar gaalib,
na jaane vo aaina kaise dekhte honge.
Mirza Ghalib Shayari- 13
ये न थी हमारी क़िस्मत कि विसाल-ए-यार होता
अगर और जीते रहते यही इंतिज़ार होता
ye na thi hamari qismat ki visaal-e-yaar hota
agar aur jeete rahate yahee intizaar hota
Mirza Ghalib Shayari- 14
ग़ालिब ने यह कह कर तोड़ दी तस्बीह,
गिनकर क्यों नाम लू उसका जो बेहिसाब देता है।
gaalib ne ye kahakar tod dee tasbeeh,
ginkar kyon naam loo usaka jo behisaab deta hai.
Mirza Ghalib Shayari- 15
तेरे वादे पर जिये हम, तो यह जान झूठ जाना,
कि ख़ुशी से मर न जाते, अगर एतबार होता।
tere waade par jiye ham, to yah jaan jhoot jaana,
ki khushi se mar na jaate, agar aitbaar hota.
Conclusion
Mirza Ghalib’s Shayari is proof of the enduring power of expression and feeling. His poetry never fails to enthrall and enchant, using elegant language to weave a tapestry of human experiences. Ghalib’s literary legacy endures because of his ability to create poetry that is timeless and will continue to touch people’s hearts for many years to come.